Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
Home Raj Babbar
Home Raj Babbar
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


bewafa ja tera wada dekha bewafa ja tera wada dekha humne kal bhi tera rasta dekha bewafa ja tera wada dekha bewafa ja tune khayi thi na jane ki kasam umr bhar saath nibhane ki kasam zindagi bhar na bhulane ki kasam zindagi bhar na bhulane ki kasam teri kasmon ka bharosa dekha bewafa ja tera wada dekha bewafa ja dil ko barbad e tamanna kar ke raah e ulfat mein andhera kar ke kya mila pyaar ko ruswa kar ke kya mila pyaar ko ruswa kar ke humne be dard na tujh sa dekha bewafa ja tera wada dekha bewafa ja dil mein arman jagaye kyun the khwab aankhon ko dikhaye kyun the tumko jana tha to aaye kyun the tumko jana tha to aaye kyun the ghum hi ulfat ka nateeja dekha bewafa ja tera wada dekha bewafa ja tera wada dekha humne kal bhi tera rasta dekha bewafa ja tera wada dekha bewafa ja
tara ra rara rara ra tara ra rara rara ra lala ra rara rara ra lala rara ra dil kya hai ek sheesha hai sheeshe mein ek tasveer hai tasveer pe likha hai tera naam tujhe salaam dil kya hai ek sheesha hai sheeshe mein ek tasveer hai tasveer pe likha hai tera naam tujhe salaam sun rahe hain log ye dastaan dil thaam ke sun rahe hain log ye dastaan dil thaam ke naam mera jud gaya saath tere naam ke iss pyaar mein hum ho gaye badnam tujhe salaam are dil kya hai ek sheesha hai sheeshe mein ek tasveer hai tasveer pe likha hai tera naam tujhe salaam aaj iss duniya ki sab hum ne rasmein tod di hooo aaj iss duniya ki sab hum ne rasmein tod di ek wada kar liya saari kasmen tod di ankhon ne dil ko de diya paigam tujhe salaam dil kya hai ek sheesha hai sheeshe mein ek tasveer hai tasveer pe likha hai tera naam tujhe salaam tujhe salaam zindagi bhar ke liye ye mohabbat kam na ho zindagi bhar ke liye ye mohabbat kam na ho dil lagaaye wo jise jaan ka bhi ghum na ho har ek ke bas ke
ek adhuri si mulaqaat huyi thi jinse ek adhuri si mulaqaat huyi thi jinse jane ab unn se mulaqaat kabhi ho ke na ho ek adhuri si mulaqaat huyi thi jinse jis hanseen raah pe hum saath chale the kuchh din jis hanseen raah pe hum saath chale the kuchh din jane uss raah pe ab saath kabhi ho ke na ho jis hanseen raah pe hum saath chale the kuchh din kuchh bataya hi nahin haath chhudane ka sabab kuchh bataya hi nahin haath chhudane ka sabab phir na aane ka sabab rooth ke jane ka sabab puchhte unse magar baat kabhi ho ke na ho ek adhuri si mulaqaat huyi thi jinse meri khamosh mohabbat ko na samjha koi meri khamosh mohabbat ko na samjha koi dil yunhi chhod gaya aag mein jalta koi dil pe ab pyaar ki barsaat kabhi ho ke na ho jis hanseen raah pe hum saath chale the kuchh din zindagi ko kisi chehare ka ujala na mila zindagi ko kisi chehare ka ujala na mila thak gaye paanv magar koi bhi saya na mila unki zulfon ke tale raat kabhi ho ke na ho ek adhuri si mulaqaat huyi thi
haa haaa hmmm hmmmm haa haaa hmmm hmmmm haa haaa hmmm hmmmm hmmm jeevan mitana hai deewanapan koi pyaar jeevan se pyaara nahin pyaara nahin aa haa haa haa haa haa haa haa haa haa saare jahaan ki amaanat hai ye ye jeevan tumhara tumhara nahin saare jahaan ki amaanat hai ye ye jeevan tumhara tumhara nahin jeene ke laakhon sahaare yahaan bas ek hi to sahaara nahin sahaara nahin aa haa haa haa haa haa haa haa haa haa agar koi duniyaa se ruthe to kya koi phool khilte hi toote to kya agar koi duniyaa se ruthe to kya koi phool khilte hi toote to kya sitaare hazaaron hain aakash par bas ek hi to sitaara nahin sitaara nahin aa haa haa haa haa haa haa haa haa haa saare jahaan ki amaanat hai ye ye jeevan tumhara tumhara nahin jeevan mitana hai deewanapan koi pyaar jeevan se pyaara nahin kisi ke iraadon ke khaatir jiyo kisi ki muraadon ke khaatir jiyo kisi ke iraadon ke khaatir jiyo kisi ki muraadon ke khaatir jiyo hai yaadon mein jeena bhi to zindagi jeena tumhen kyun ganwara
mohabbat ab tijaarat ban gayi hai tijaarat ab mohabbat ban gayi hai mohabbat ab tijaarat ban gayi hai tijaarat ab mohabbat ban gayi hai mohabbat ab tijaarat ban gayi hai tijaarat ab mohabbat ban gayi hai kisi se khelna phir chhod dena kisi se khelna phir chhod dena khiloono ki tarha dil tod dena haseenon haseenon ki ye aadat ban gayi hai mohabbat ab tijaarat ban gayi hai tijaarat ab mohabbat ban gayi hai kabhi tha naam iska bewafaai kabhi tha naam iska bewafaai magar ab aajkal ye behayaaii sharifon ki sharaafat ban gayi hai tijaarat ab mohabbat ban gayi hai mohabbat ab tijaarat ban gayi hai tijaarat ab mohabbat ban gayi hai kisi mandir ki murat thi kabhi ye kisi mandir ki murat thi kabhi ye badi hi khoobsurat thi kabhi ye magar kyaaa magar kya iski surat ban gayi hai mohabbat ab tijaarat ban gayi hai tijaarat ab mohabbat ban gayi hai mohabbat ab tijaarat ban gayi hai tijaarat ab mohabbat ban gayi hai
pichhli yaad bhoola do pichhli yaad bhoola do guzre beete afsaanon ka guzre beete afsaanon ka har ik naksh mita do pichhli yaad bhoola do pichhli yaad bhoola do ehde wafa pe marr mit jaana ehde wafa pe marr mit jaana ye hai rasm puraani ishq muhabbat pyaar ki kasmein samjho ye kahaani dil ko ab samjha do dil ko ab samjha do guzre beete afsaanon ka guzre beete afsaanon ka har ik naksh mita do bhoola bisra jazba koi bhoola bisra jazba koi kadmon ko behka dein aanch puraani yaadon ki na chingaari sulgaa dein in ko raaz bana do in ko raaz bana do guzre beete afsaanon ka guzre beete afsaanon ka har ik naksh mita do bhare khazaane khushiyon ke bhare khazaane khushiyon ke kismat se aaj mile hain aasaon ki phulwaari mein phool hi phool khile hain chun chun sej sajaa do chun chun sej sajaa do guzre beete afsaanon ka har ik naksh mita do pichhli yaad bhoola do pichhli yaad bhoola do pichhli yaad bhoola do pichhli yaad bhoola do
tu iss tarah se meri zindagi mein shaamil hai tu iss tarah se meri zindagi mein shaamil hai jahaan bhi jaaun ye lagta hai teri mehfil hai tu iss tarah se meri zindagi mein shaamil hai ye aasamaan ye baadal ye raaste ye hawaa ye aasamaan ye baadal ye raaste ye hawaa har ek cheez hai apni jagah thikaane se kai dinon se shikaayat nahin zamaane se ye zindagi hai safar tu safar ki manzil hai jahaan bhi jaaun ye lagta hai teri mehfil hai tu iss tarah se meri zindagi mein shaamil hai har ek phool kisi yaad sa mehktaa hai har ek phool kisi yaad sa mehktaa hai tere khayaal se jaagi huyi fizaayen hain ye sabz ped hai yaa pyaar ki duwaayen hain tu paas ho ke nahin phir bhi tu muqaabil hai jahaan bhi jaaun ye lagta hai teri mehfil hai tu iss tarah se meri zindagi mein shaamil hai har ek sheh hai muhabbat ke noor se roshan har ek sheh hai muhabbat ke noor se roshan ye roshni jo naa ho zindagi adhuri hai rahe wafaa mein koi humsafar zaruri hai ye raasta kahin tanhaa kate to
aye khuda aye khuda aisa maine kya kiya teri duniya hai mujhse khafaa aye khuda aye khuda aisa maine kya kiya teri duniya hai mujhse khafaa jab teri duniya ka har kaam hai ulta kya meri khata jo mujhse hua koi kaam ulta seedha aye khuda aye khuda aisa maine kya kiya teri duniya hai mujhse khafaa aye khuda aye khuda aisa maine kya kiya teri duniya hai mujhse khafaa bachcha tadpe zakhmi roye mamta insaan hoon aakhir main kaise na sunta bachcha tadpe zakhmi roye mamta insaan hoon aakhir main kaise na sunta rote ko hansa aaya bigadi to bana aaya kya meri khata jo mujhse hua koi kaam ulta seedha aye khuda aye khuda aisa maine kya kiya teri duniya hai mujhse khafaa aye khuda aye khuda aisa maine kya kiya teri duniya hai mujhse khafaa murat pe to ganga jal jag phenke majboor ka jalta ghar koi na dekhe murat pe to ganga jal jag phenke majboor ka jalta ghar koi na dekhe vo ghar to bachana tha phir malik tu hi bata kya meri khata jo mujhse hua koi kaam ulta seedha aye khuda
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Bewafa Ja Dahleez (1986) 05:04 32688
 
Poster of Dahleez (1986)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1986
Lyricist
Hasan Kamal
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mahendra Kapoor
Duration : 05:04   Song Number : 32688   

Dil Kya Hai Lava (1984) 04:49 32108
 
Poster of Lava (1984)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1984
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Asha Bhosle
Duration : 04:49   Song Number : 32108   

Ek Adhuri Si Mulaqaat Dahleez (1986) 07:52 32471
 
Poster of Dahleez (1986)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1986
Lyricist
Hasan Kamal
Music Director- 
Ravi
On Screen Actors- 
Jackie Shroff, Raj Babbar
Duration : 07:52   Song Number : 32471   

Jeevan Mitana Hai Armaan (1981) 08:33 12735
 
Poster of Armaan (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Bappi Lahiri
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor, Raj Babbar, Ranjeeta
Duration : 08:33   Song Number : 12735   

Mohabbat Ab Tijaarat Ban Gayi Arpan (1983) 05:10 20970
 
Poster of Arpan (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Anwar Hussain
Duration : 05:10   Song Number : 20970   

Pichhli Yaad Bhoola Do Mehndi (1983) 04:37 12387
 
Poster of Mehndi (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Verma Malik
Music Director- 
Khayyam (Sharma Ji)
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Vinod Mehra, Bindiya Goswami, Raj Babbar
Duration : 04:37   Song Number : 12387   

Tu Iss Tarah (Female) Aap To Aise Na The (1980) 07:33 12588
 
Poster of Aap To Aise Na The (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Fazali
Music Director- 
Usha Khanna
Singer- 
Hemlata
On Screen Actors- 
Ranjeeta Kaur, Raj Babbar
Raag- 
Durga
Duration : 07:33   Song Number : 12588   

Ulta Seedha Ulta Seedha (1985) 07:07 19212
 
Poster of Ulta Seedha (1985)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1985
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Kishore Kumar
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Rati Agnihotri, Raj Babbar
Duration : 07:07   Song Number : 19212   
Karaoke Songs of Raj Babbar, Sad Songs of Raj Babbar, Love Songs of Raj Babbar, Dance Songs of Raj Babbar, Hip-hop songs of Raj Babbar, Best songs of Raj Babbar, Super hit songs of Raj Babbar, hit songs of Raj Babbar, duet songs of Raj Babbar, solo songs of Raj Babbar, old songs of Raj Babbar, famous songs of Raj Babbar, Hindi Karaoke Songs of Raj Babbar, Hindi Sad Songs of Raj Babbar, Hindi Love Songs of Raj Babbar, Hindi Dance Songs of Raj Babbar, Hindi Hip-hop songs of Raj Babbar, best Hindi songs of Raj Babbar, super hit Hindi songs of Raj Babbar, hit Hindi songs of Raj Babbar, duet Hindi songs of Raj Babbar, solo Hindi songs of Raj Babbar, old Hindi songs of Raj Babbar, famous Hindi songs of Raj Babbar, Sing Along Songs of Raj Babbar, Sing Along Sad Songs of Raj Babbar, Sing Along Love Songs of Raj Babbar, Sing Along Dance Songs of Raj Babbar, Sing Along Hip-hop songs of Raj Babbar, Sing Along Best songs of Raj Babbar, Sing Along Super hit songs of Raj Babbar, Sing Along hit songs of Raj Babbar, Sing Along duet songs of Raj Babbar, Sing Along solo songs of Raj Babbar, Sing Along old songs of Raj Babbar, Sing Along famous songs of Raj Babbar